Istikhaara ke saat mashwarah karna

· 24 Safar 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu Questionsurduistikhaara

Question

Islam ki roshni mae ap kia kahengy hamay kia karna chaiye Isthekara pehly larki ny kia tw theek aya phr ausky bad auski ammi ny mokal karaya theek aya phr ausky baray bhai ny hajj k mokay p isthekara kia aus waqt theeek nh aya jis kae bad meny 4 isthekaray karay 4 k 4 theeek ai tw apki nazar mae hamay kia karna chaiyae ham ny Allah ki madad li Allah behtar janta hae tw ap Islam ki nazar mae batai kia karna chaiyae hamay q kae ham 4 saal s sath hy.

Answer

Istikhaarah sab hee theek he. Istikhaarah ke saath aapko mashwarah karna chaahiye aur apne mafaad ko sochna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.