Biwi ke hote huwe uski behn se shaadi karna

· 28 Safar 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiurdusister in-lawnikaah

Question

Mera sawaal ye hai ke muje itna ilm nahi islam ke bare mai but ghalti insan se he hoti hai. Sir meri shadi ko 7 sal ho gay hain ab in 7 salon mai mera rishta meri sali se jor gaya mean hm 1 dosre ko pasnd karte hain. Aap koi asaan hal batain ta ke hamra milna jaiz bi ban jai and hum gunah se bhi bach saken mera os se shadi na karne se wo khud ko nuksan poncha sakti hai. Please advice us.

Answer

Biwi ke hote huwe uski behn se shaadi karna haraam he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.