Mooch kaatna owr daari barhaana

· 1 Rabiʻ I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatBaalo ke ahkaamurduhairmoustache

Question

Kya Islam mai yeh jaaiz hai? Mere showhar dari nahi rkhte hai lekin wo mustache (muchein) rakhte hai or wo mustache ko upar ki taraf rakhte hai to kya islam mai yeh jaaiz hai?

Answer

Shari'at ne mooch kaatne ka hukam diya owr daari barhaane ka hukam diya, ne ke us ka ulta. Daari rakhna waajib he owr us ka mundaana haraam he owr bohot sangeen gunaah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.