Baccho ke darmiyaan baraabari ke saath sulook karna

· 9 Rabiʻ I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturduequalitychildren

Question

Mera sowaal ha agar ma baap ki ziyada bache hon tu onko sub bacho ke sath aik jasa barabar salook rakhna chah yan nahi? Quran aur ahadees iske bare kia kahtain han? Har waqat ma waldain ke hi haqook perta hon. Mara baap nahait hi na insaaf bnda ha. Kabi bi muje apne baap se shufqat nahi mili. Allah se je hi gila rahta hai kia wo na insaaf ko itni chot data ha k wo jo mari karle. Please ap mujko quran aur ahadees ki roshni ma btain q k mare dill me ab bohat saht nafrat onke liye. Bohat ziya dill tora ha onone mara.

Answer

Unke saath sulook karna he baraabari ke saath.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.