Awliya ke lia Radiyallahu Anhu kena
Question
Mein ne kuch logun aur baaz Ulama ko ye sunte dekha ke wo Awliya ke naam ke sath Radiyallahu Anhu lagate hain. Kya aisa kehna sahih he ya nahin.
Answer
Ye laqab Sahaabah ke lie he. Awliyaa ke lie Rahmatullahi Alaih bola jaye. In alqaab ka iltizaam karna owr paabandi karna zuroori he taake kisi ku mugaalata ne hojae Sahaaba owr awliya ke darmiyaan.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.