Qur'an Shareef ke kagazaat ku dafnaana

· 12 Rabiʻ I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQur'an ke mutaalliqurduqur'anbury

Question

Mere paas quraan-e-paak ke tarzume ke kuch papaer hai jo hindi mai hai maine wo computer se print kiye the. Lekin ab mere paas quraan majid hai jo hindi mai bhi translate hai. Ab yaha qatar mai india ki tarha masjid mai quraan ke parche ya fate hue quraan ko rakhne ke koi jagah nahi hai to aise halat mai mujhe un papar ka kya karna chahiye.

Answer

Us ku ihtiraam ke saath dafnaa do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.