Allah Ta'ala ki taraf ruju karna owr gunaaho se parhez karna
Question
Aaj maine khowab me dekha hai ki asman me badal gazab nak ho gya hai ur sb log Allah se panah mag rahe hai. Kai bar ur bi ye khowab maine dekha hai ki Allah ka azab nazil ho gya hai ur asman gazabnak ho gya hai hr taraf sailab sa hai. Mai sabko us azaab se bacha rahi hun. Please tabeer kya hogi bta den.
Answer
Is pur fitan ke zamaane me hum lowgo ku chahia ke ziyada se ziyada Allah Ta'ala ki taraf ruju kare owr gunaaho se parhez kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.