Khwaab me halwa baantna
Question
Hamare saath wale ghar ki anti ne khawab main daikha k hum log halwa bant rhe hain. Un ke ghar aik baar dene ke baad hum doosri bar un k ghar halwa de rhe hain kyunk zyada tha. Is khawab ki tabeer bata dain.
Answer
Ye kisi khush khabri ki taraf ishaarah he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.