Baro ke mashwarah ke saat kaam karna
Question
Main ny dekh a k meri mehndi ha or meri Mami Jin ki death ho Chulki ha wo mjy aik surah perhny ko detin hain jis ki mjy awaz Ati ha k " or hum ny tumhy us k liye banaya ha ( the person I'm in love) to tum Sabar say kam lo or in ourton main say mat ho Joao phr main aik green pahar pe hoti hn or badalon ko hath main pakarti hn.
Answer
Koi bhi kaam apne baro ke mashwarah ke beghair ne kare. Issy me khair he. Namaaz ke ba'd Allah Ta'ala se dua kare ke Allah Ta'ala aap ku hamesha Deen par qaaim rakhe. Allah Ta'ala aap ki halaal tamanna poori farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.