Khwaab me sona khaana
Question
Mere husband ne khwaab me dekha ke gold ka ek chota ball jaisi chiz hai. Aur wo use thoda thoda karke kha lete hai. Baadme jab wo khatam hojata hai to unhe bura lagta hai ki maine kimti gold kha liya. Please mujhe is khwaab ki tabeer batai.
Answer
Namaaz paabandi ke saath parhe waqt ke oopar aur zubaan ki hifaazat kare. Rozana makaan me ta`leem aur Qur'aan ki tilaawat kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.