Khwaab ki ta'beer

· 2 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mene khawaab dekha kha main apni nani ka gar main hoon or darwaze ke pas khara hoon or bahir ayk admi pasay luta raha hai or bohat saray log pasay zameen say utha raha hain in main mere cousin be hai main bahir nai gaya magar kush note ghar ka andar darwazay ka pas aa kar gir gaya or mare mamu na 5000 ka note utha liya or main nay 5000 ke 3 note utha liya or 1 note dusray kamray main apnay abu ko day diya is kay bad main soch raha hoon ka main in 10000 hazar ka kaya karoon or main gag gata hoon ya fajar ka wakat tha.

Answer

Allah Ta'ala aap lowgo ku halaal rowzi owr barkat naseeb farmai izzat owr asaani ke saat.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.