Zabardasti se sharaab pilaya gaya aur wo peekar marjaana
Question
Agr kisi minor 17 year old ko pehli bar koi mature zabardasti tease kar ke sharab pilaye or wo minor bike accident main mar jaye to uski bakhshish kesay ho sakti hay?
Answer
Agar dhoka khilaa kar us ko pilaaya gaya aur woh peekar margaya to woh gunahgaar nahi hoga. Balke pilaane wale gunahgaar hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.