Awrato ghaari chalaana

· 11 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhawateen ke Masaailurduwomen driving

Question

Ayk Hadith he ke aurat jab be-pardagi mai ghod savar hokar (yani abhi ke ismai gadi par) bazar mai jati hai, tho ye kayamat ke aasar hai. To kya hume aurto ko gadi chalane dena chahiye ya nahi?

Answer

Is pur fitan ke zamaane me jaha har jaga gunaah owr fithne phele huwe he, hamare Ulama awrato ku ghaari chalaane se mana karte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.