Khwaab ki ta'beer
Question
Meri umer 18 saal hai. Main ny apny khawab main apni marhoom mummani ko dekha wo apny kamray main bethi hai bed pr teen bachy hai jin k wo mujhy naam btati hai..
Answer
Aap un ki awlaad ke lia dua kare owr un ke saat achcha sulook owr bartaaw kare. Issy tarah un ke Deeni owr dunyawi mafaad ke lia bhi fikar kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.