Parrots rakhna

· 14 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatpetsparroturdu

Question

Maine puchna tha k maine ghar mai green parrots rakhein hain 4 hain wo meri sister bolti hai k tum inko azaad kardo in tooty ki waja se humaray ghar mai bandish hai bohat se kam ruky huey hain.. Mere tootay azaad rehty hain ghar mai or wo mere se adjust hain mujhe unse bohat piyar hai mai kese azaad kardu? maine kahi pay parha tha k azaad parinday paal saktay hain is surat mai k apky pass khana peeny ka bandobast ho unka ab ap mujhe bataein mai kese azaad kardu mera dil nahi manta

Answer

Aap unku rakhsakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.