Shaadi shuda Hindu larki se naa jaaiz ta'alluq rakhna
Question
Ek larki hai hindu shaddi suda wo larki apne pate k sath khush nahi Hai. Larki apne pate ko devors dena chata hai. Magar pate dena nahi chata. Or wo larki abhi mujhse shaddi kara chata hai. Or Islam ve qubhul karana chata hai. Or Islami tarekha k sath shaadi karna chata hai or mein muslaman hu.. Abhi mein agar us larki se shaddi karu to keya uska jo hindu larka k sath shadi hua.. Devors na lake shaddi karskata hu.. Islam keya kehata hai
Answer
Na mahram larki se baat karna jaaiz nahi he. Is ke ilaawa ye awrat Hindu he owr shaadi shuda bhi he. Aap saare talluqaat ku khatam karde us ke saat owr Allah Ta'ala se tawbah kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.