Khwaab ki ta'beer
Question
Me takreebn 5-6 mahiny se har dosry tesry hafty ek khwab dekta ho jis me mai kabi apni sagi behn ke saat to kabi apni maa ke sat zina krta ho or ye khawab hamesha aadhi rat ko dekta ho jiski waja se me boht pareshn ho bary mehrabani is khwab ki tabeer batae.
Answer
Mushtabah aur haraam maal se bacho jese sood, naa jaaiz kamaai, faasid qism ki tijaarat wa ghairah.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.