Aakhirat waali zindagi ke lia tayyari karna

· 18 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Meri saas ke khwaab ma ek drwaish white libas ma ata hy or khta hy k apki zindgi k din thory reh gy hen...or chla jata hy. Phir next day mery marhoom sussr aty hen sas ke pas khwab ma or khty hen ke mai tmhari pani ki bottle ly kr ja raha hn.

Answer

Sab ku dunya se ayk din jaana he. Lekin aqal mand insaan wo he jo apni maut ke lia fikar kare owr aakhirat waali zindagi ke lia tayyari kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.