Khwaab ki ta'beer
Question
Main ne khwaab main dekha ha ke meri behn ki izat kharab ho gayi ha aur wo ro rahi ha. Kya is mai koi pareshani wali baat to nahi ha?
Answer
Un ke lia dua kare ke Allah Ta'ala unku aafiyat owr balaai me rakhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.