Khwaab me doowsri shaadi se muraad

· 21 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamsecond wifenikaah

Question

Maine khwaab me apne shohar ki shaadi dekhi. Dekha ke dulhan ghar me aayi aur mai ro rahi hun.

Answer

Khwaab me kabi doowsri shaadi se muraad kisi aham kaam me lagna. Mumkin he ke aap ke khaawind kisi aham kaam me lage ga (jaise kisi Deeni kaam, ya dunyawi tijaarat, wagairah).

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.