Ihraam ki haalat me kin cheezo se ijtinaab karna?

· 28 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsHajj owr Umrahurduihraamdamsadaqah

Question

Ihraam k ander kin cheezon ke ehtiyat ke jae or aise amal jin par sadaqa ya dum lazim hota ha un k baray me tafseel se btaden.

Answer

Ihraam ki haalat me in cheezo se ijtinaab karo: khushboo lagaana, baal aur naakhun kaatna, biwi se hambistari karna, sile huwe kapre pehenna.

In cheezo ko irtikaab karne se ba`dh soorato me dum dena laazim hoga aur ba`dh soorato me sadaqah dena laazim hoga. Tafseel keliye Mu`allimum Hujjaaj ko dekho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.