Bachche ko doodh pilaana do saal ke ba'd

· 30 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhawateen ke Masaailurdubreastfeeding

Question

Meri sister ka beta 3 saal 1 maah ka hy or wo abhi tk apna doodh pilati hn. Kafi samjhanay ki koshish ki hy. Gunah ki sorat may kaffara bataiay. Please rahnumai farmaiay.

Answer

Bachche ke doodh pilaane ka zamaana 2 saal tak he. Majboori ki soorat me jaise agar bachcha bohot kamzor he aur doosra khana nahi khaata hai to Fuqaha ne dhaai saal tak doodh pilaane ki ijaazat diy he us se ziyaada jaazi nahi he. Aap apni behen se kahe ke fowran bachche ko doodh pilaana chor de aur istighfaar kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.