Khwaabo ki ta'beer
Question
Main ne aj 2 khwab daikhy
1. Tajhud k waqat k mari biwi hamla hi or dard e zah min hi or os k pass kafi aortin akithi hin min ne on ko sorha marim parhny k kha.
2. Fajar ka suraj nikly k bad mari adat hi min sojata ho min ne dikha k min dawte tablig ki jamat k sath ho or phir min achnak min on se alg ho k creschin k mohaly min chala gay or logo ko Allah ki traf bolia on k samny Allah ki bari byan ki itny min on k bra alim a gay or woh sab mil k apni ibad kary lgy phir aik admi ay or os ne bomb mara or sath firing shuro kar di or kafi admi qatal hoy .mahrbani farma k mary khwabo ki tabeer bta dain.
Answer
1. Allah Ta'ala aap ku nek aur tandroost aulaad naseeb farmaae.
2. Allah Ta'ala aap ku logo ki hidaayat ka zareea banaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.