Khwaab ki ta'beer

· 3 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mei boht pareshan hoon kiyo k mei hamesha khwab mei apney aap ko rafa e hajat krtey huay dekhti hoon. Aur apney aas pas nijasat dekhti hoon jis se mujeh ghin aati hai lekin mei rafa e hajat krney per majboor hoti hoon.mei apney aap ko dhaampti b hoon takey koi mujeh dekh na le. Mehrbani kr k mujeh mere khawab ki tabeer bata den.

Answer

Khwaab me apne aap ku qazaa e haajat karte huwe dekhna bura nahe he. Aap ke khwaab ki tabeer ye he ke aap ki dunyawi zarooriyaat aur haajate poori ho rahi he izzat ke saath.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.