Idarah me admission lena jo zakaat ke paise se chalta he

· 5 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsZakaat ke masaailMasaarifurduzakaatinstitute

Question

Main ne do maah pehlay aik idaray main addmission lia tha jo zakat k paison se chalta hai. Mujhay zakat nahi lagti to kia main ye course kr skta hun ya nahi. Idaray walay Rs 500/- per month b detay hain. Us main seatain abi b khali hai yani students ki tadaad km hai. Please reply

Answer

Unko bataade ke tum zakaat nahi lete aur apne paise se tum kharcha wa ghayra ko bardaasht karega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.