Halaala

· 5 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurduhalaalathree talaaqsiddat

Question

Agar aurat ko 3 talaq ho gayi aur uske baad bhi woh apne sabiq shauhar se humbistar hoti rahi aur 2 saal k baad woh apne sabiq shauhar se nikah karna chahti hai to kya usse halala nikah se pahle iddat karni hogi ya nhi?

Answer

Jab talaaq hogayi to aurat nikaah se nikal gayi. Aur jab nikaah se nikal gayi to agar pehle khaawind ke paas jaana chaahti ho to doosra martabah nikaah karni hogi iddat ke khatam karne ke ba`d. Aur agar doosre khaawind ne talaaq de to uski iddat bhi karni hogi. Tab pehle khaawind ke saath nikaah karna durust hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.