Sunnat aur Nafl namaaz me har rakaat me ek surah parhna

· 6 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazQiraaturduqiraatsalaah

Question

Mene ayk namaaz ki kitaab me parha he ke hum sunnat aur nafil me har rakat me ayk hi surah parsakte he lekin farz namaaz me alag alag surah parni hoti he.

1. Yani do ya chaar rakat sunnat aur nafil me har rakat me "Surah Ikhlas" parsakte he kya ye saheeh tareeqa he?

2. Sunnate muakadda and sunnate ghair muakkada downo me har rakat me ayk hi surah parhi jaaskti he?

Answer

Namaaz to durust hojayegi lekin aysa karna behtar nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.