Auhaam aur shubuhaat

· 6 Jumada II 1438 AH2 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqwaswasasdoubtstalaaqurdu

Question

Mere sth ek masla hua hai ap plz rehnumay krdein! Kch time se mere sth ek masla chal raha hai mai kahin b janey ka sochti hn tau mai khud se man mai bolti thi yah pta nhi mere dill mai khayal ata tha k tm jaogi tau tumhe talaq ho jaye gi phr koi kaam krti hn yah kch wash krti hn tau khayal ata hai 3 dafa karo agr 3 dafa na kia tau talaq ho jaegi. Aur ab thore din phele ki baat hai mai tv dekh rahi thi us mai ek drama mai ek larki talaq k liye ek waqeel k pas jati hai. Jesey he yah scene aya mene talaq k dar se channel change krdiya phr wapis us channal pr lagaya tau shohar apni bv ko talaq deta hai tau yeh dekh kr mujhe aese laga k mere shohar ne mujhe yeh kaha hai lekin phr subha jb mene un se pocha tau mere shohr ne kaha k mene tau kch nhi kaha tha mujhe tau yeh b nhi k tm knsa drama dekh rahi thi.Tau kia meri talaq hue yah nhi? Ab mujhe bht doubt ho raha hai k agr talaq hue hogi tau. Mene apne shohr se kahin dafa pocha liya hai lekin mere shohar ne kah mai aesa kyu kahunga mene nhi kaha... Mera sawal yeh hai k ab is barey mai mere liye kia sharae hukum hoga..kia mai is barey mai istikahara krwa sakti hn k yeh mera doubt hai yah such mai talaq hue hue hai

Answer

In auhaam aur shubuhaat ki taraf dhiyaan ne de.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.