Zulfa ku kaatna
Question
Main ne do saal ho gay hain zulfain rakhi hoi hain. Pehly faarig howa karta ta to achi sambali hoi ti ab kam karta hon pora din mati wala kam hai yani bohot mati dhool hoti hai or waqt bhi ni hota mairy pass aab sambal nahi paa raha buri halat hai zulfon ki to pochna yah ta ke kia main in ko katwa sakta hon koi ijazat hai kaheen par plz help with quran and sunnah.
Answer
Jee ha.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.