Khwaab ki ta'beer
Question
Arz yea ha k mujhy 2004 se bar bar khuab mai aak shakhs khuab mai aata ha real life mai wo married ha Masha Allah khush ha apni life mai per khuab mai kabi walima ho raha ha us k saath rishta paka ho raha ha ya kabi wo meray saath married life guzar raha ha ...asa kuch b meray Zahen mai nahi ha meri shadi khatum ho chuki ha per dobara koi silsila nahi bana abhi tak still abhi tak wo khuab mai bar bar aata ha plz tabeer farma dai
Answer
Is khwaab ki taraf dhiyaan ne de. Aap Allah Ta'ala ki taraf rujoo kare aur namaz ke ba'd un se duaa kare ke wo aap ku eik nek aur munaasib rishta naseeb farmaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.