Taweez pehnna

· 7 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaattaweezurdu

Question

Mera sawal hai k taweez pehnna kaisa hai?

Answer

Agar taweez ka mazmoon jaaiz he jaisa ke Quraan ki aayaat ya Allah Ta'ala ke naamo me se koi naam ya istiaazah ki dua waghairah owr koi najaazi cheez ne ho owr pehne wale ka aqeeda owr yaqeen saheeh ho, owr taweez likhne waala saheeh maqsad ke lia likhe, to pehna jaaiz hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.