Khwaab ki ta'beer

· 7 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mai ne khwab mai dekha k sirhyan hain aur un py Allah k nam likhy hain or mai wo sirhyan chrh rhi hn phr mai ne dekha k mry abu mithai ka dabba laty hain or mai us mai se gulab jaman dhondti hn jo abu le chuky hty hain to wo adha mje de dty hain us k bad mai ne dekha k ami kitchen mai khana bna rhi hain 4 5 chicken men ne full pice mai dekhy hain pakay hoe mtlb un ki cutting ni hoe v or mai ublay hoe chwlon py salan daal kr khaa rhi hn

Answer

Allah Ta'ala aap ku Deeni aur dunyawi taraqqi naseeb farmaaye aur aap ki halaal dilli tamanna poori farmaaye. Panch waqt ki namaz par paabandi kare aur tamaam na mahram logo se pardah ka ihtimaam kare. Har waqt ghunnaho se parhez kare aur har kaam ku sunnat ke mutaabiq karne ki kaushish kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.