Shaadi ke mamale me maa baap se mashwarah karna

· 7 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturdunikaahconsulting parentspremarital relationship

Question

Mufti saheb mera dusra sawaal ye hai ki jisse mai chahti hu meri shaadi hojai uski kuch months pehle shaadi huvi pr wo us shaadi se kuch khush ni hai naahi biwi k saath hain. Pata nahi kase uski wo shaadi huvi wo bht zyada preshaan hai. Agr wo biwi ko divorce dega wo gunnah mt hai kuch. humko 9 saal ikhatay huve hum ek dusre ko boht zyada chahte hain pr shaadi ni huvi.. hum apas mai shaadi karna chahte hain magr smj ni araha hain kase.. ap mehrbaani kr k help kijiye.. wo agr divorce usko dega tou wou humko badh dua nai deni chahie jis se hum do kbi khush nai rahege.. kuch madad kijiye kya kare hum.. boht preshaan h donu.

Answer

Maa baap se baat karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.