Khwaab me qasam khaana

· 8 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreampromise

Question

Mein ne Qur'an par hath rakh kar qasam khai hai khwaab mein. Iski tabeer kiya ho gi?

Answer

Jo bhi wada aap ne Allah Ta'ala ke saath kya ya bando ke saath kya, us ku poora karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.