Khwaab ki ta'beer
Question
Mujhe khwaab kay baray main pochna hai k meri bv bht time se aese khuwab dekh rar hai jis main, mai us se kafi door hgaya ho. Or koi hai jo us k peeche laga hota hai us ko pakrne k liye is trha k khuwab wo bohat dafa dekh chuki hai. Please is ki tabeer bata de ya koi wazeefa jo neri biwi ko is tarha k khuwab na aae bht shukriya.
Answer
Un se kahe ke in khwaabo ki taraf dhiyaan ne de. Ye shaytaani khwaabo he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.