Khwaab me jangli khinzeer dekhna
Question
Aaj subah jab main namaz tahajjud padh kar so gaye to khawab mein dekha ki ek jangli kala khinzeer ko main aur merey bhai mil kar jaan sey maar rahey hain aur bahut meant karney key baad hamney usey maar diya.
Answer
Allah Ta'ala aap lowgo ki hifaazat kare. Mushtabah or haraam maal (jaise sood, waghairah) se parhez karo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.