Quraan ko zehn me parhna
Question
Maire kano me Qura'an e Pak ki aayte (jo mujhe yad hai) aur tilavate (jo mai sunta rahta hu) goonjte rahti hai har waqt (zyada tar waqt) kai bar mai gungunane lgta hu chalte firte bhi lekin dar lgta hai kahi ye be adbi to nhi! Halaki mai janboojh kar aisa nhi karta ap bataiye mai kya karu?
Answer
Qur'aan ki tilaawat karna mubaarak cheez he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.