Khwaab ki ta'beer

· 16 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mere khwab me upar chath par kapde rassi pe dikhte hai or mai sidiya badi mushkil Se chadkar kapdo ko nikaal ne ki ko shish karti hun par upar terrace par bada gada beech me ajata hai to nikaal nahi paati dusre din fir kapde rassi pe hai ek admi nikaal ne ki koshish karta hai nikaal nai paata iska kya matlab hai

Answer

Allah Ta'ala aap ke kaam ku aap ke lie asaan banaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.