Ahle Hadith se dosti rakhna
Question
Kia Ahl e Sunnat ka Ahl e Hadeees se dosti aur rishtadari rakhna jaiz hai ya najaiz?
Answer
Dushmani ne rakhe. Albatta deeni baato ki guftagu har giz ne kare. Nek log aur buzurgo ki baate kare. Kisee bare ulama buzurgaane deen aur imaamo ki bad zubaani ne kare ne bad gumaani, aur ne unko karne de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.