Waalid ko dee huwi jaidaad ko waapis lena

· 22 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturdutaking back a gift

Question

Walid ne apni zindagi main jaidaad sy ek property apne 3 beto mai sy 1 ko dy di or baqi 2 beto ko bhi barabar taqseem kr dya. lekin baad main walid sahab ab keh rhy hain ek bete sy jo property di thi wo wapas do apni marzi sy dobara taqseem karenge, jab ke property apni zabani bhi keh chuky thy or documents bhi bete ke naam kr dye thy, ab bete ke apne biwi bachy bhi hain kia un ka haq maary? kia qanooni ya shara'i kisi bhi tareeqe sy baap wapis apni jaydaad lene ka haqdaar hoga?baraay mehrbani rehnumai farmaye.

Answer

Agar waalid ku khood dharoorat nahi to waapas nahi le sakta.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.