Khwaab ki ta'beer
Question
Kuch mahino pehle meri badi behen ka inteqal hua hai wo physically handicap thi mujhe wo khwab me dekhi aur khwab bohot he ajjeb tha maine dekha ke hum sab apne ghar ke angan me hai aur meri behen bhi waha hai aur unke uppar shaitan hai sab intezar kar rahe hai k wo kuch hazri dengi lakin achanak se wo dono haatho aur pairo se dodne lagi aur mere taraf aae jaise he maine unke sir pe haath rakh k ayatul kursi padhna chalu kiya wo ulti karne lagi aur unki aankhain roshan ho gae aur zor zor se chilane lagi iska matlab kya hai plzz mujhe btaea.
Answer
Aap un ke lia dua kare owr esaalus sawaab bhi kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.