Ihtilaam

· 26 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTahaaratGhusalurdudischargeghusal

Question

Me larki hu aur meri pareshaani ye he ke kuch dino pehle hi ihtilaam ke baare me pata chala he aur me bohot pareshaan hu kyunke mujhe har rowz safed discharge hota he, jab me so kar uthti hun tab bhi mujhe ye discharge milta he. Kya ye discharge mani ya mazi maana jayega? Is wajah se har rowz ghusal karna par raha he kyunke mazi bhi safed discharge ki tarah hoti he.

Answer

Agar aap khwaab ne dekhe owr sirf discharge he, to ghusal waajib nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.