Khwaab ki ta'beer

· 27 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreammadinah munawwarah

Question

Mari ammi ny khuab my hazrat muhammad (sallallahu alaihi wasallam) ko dekha or ap sarkar ny farmaya k jab bhe madena ao to blue chatri ly k ana many ap sy is khuab ki taber puchni hy.

Answer

Ayse maqaamaat me bare ihtiyaat ke saath rehna chaahiye, zabaan ki, aankh ki, kaan ki, balke dil ke khiyaalaat ki bhi hifaazat karni chaahiye. Aurato ko chaahiye ke tanha musjid ko ne aaye jaaye balke kisee ke saath ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.