Khwaab ki ta'beer

· 5 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mai nai khawab mai dekha kai mai kisi ki kabar kai bahar bhet kr ro rhi hoon isi liye kio kai mujhy Allah ka khof araha hai aur ye soch kr rona araha hai kai mera kabar mai ja kr kia haal ho ga please mujhy jld sai jld is khwab ki tabeer bataye

Answer

Ye acha khwaab he. Rozana thori der ke lie qabr aur aakhirat ki zindagi ku soch le. Phir Allah Ta'ala se taubah kare apne ghunaaho se aur nek aamaal karne ka azam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.