Khwaab ki ta'beer

· 5 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Myne mere risthdar ko khuwab mein dekha 2 risthdar ko dekha uss mein se ek risthdar bahut pahele guzar chuke hain aur dusra wale zinda hai, yeh dono qawateen hi mere riste k mami lagte hain dono b.

Yeh dono mujh khuwab mein ek hotel mein mille hain aur khana order kareh hain myne b ussi hotel pe khane k liyh gayh tah woh nazar ayah aur myne unke liyh gosht wala khana Order kiyh aur unko diyh khane k liyh bus yeh huwa mere khuwab mein isski kuch Tabeer hosakti hai.

Answer

Dono ke lie duaa kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.