Khwaab ki ta'beer
Question
Main dekhti hn k mere ghr wale mjhe qatal krna chahte hain. koi reason ni hoti. kisi ko bulaya hota hai ghar main mjhe marne k liye wo kehta hai k nhi mar skta tmhari behen hai lekin mera bhai kehta hai k nhi ise mar do main cheekhti chillati hn or ankh khul jati hai ye khuab 2 bar aya hai mjhe
Answer
Aap ke ghar waale aap ke muhsin he aur aap ki khairiat aur bhalaai ku chaahte he. Qatal karne se muraad aap ki zindagi me jo pareshaani he, us ka door karna he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.