"Elite earner club" ka investment

· 6 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTijaarat aur us ke mutalliq masaailurduinvestments

Question

Aik site hai "elite earner club" ke name se, us ka owner Pakistani hai aur Dubai me rhta hai, us ke baqol ye hai ke wo constructions waghera me invest krta hai, agr koe bhi us me invest kre to use return fixed nahi mily ga, return maximum 10% milta hai aur km bhi milta hai like 8 ya 9%, aur kabhi nahi bhi milta. Mere friends ne us me investment ki hui hai, kia is trah ki investment krna jaiz hai ? Agr haraam hai to kis waja se ?Kia ye sood ke zumre me ay ga ? Kindly, is ki wazahat kr dyn.

Answer

Jab tak uske tamaam tafseelaat hamaare saamne ne ho us waqt tak investment ke baare me kuch bataana mushkil he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.