Khwaab ki ta'beer
Question
Me ne khwaab m dhkha k mery cousin jin ki death ho chuki h 24 sal ho gy hn in ki walda meri bari beti ka rishta in kalia mang ry hn phly tu mughy bht ageeb lga phir m dyny ko tiar ho jati hn r wo khush ho jati hn.
Answer
Allah Ta'ala aap ki beti ko neak aur munaasib rishta naseeb farmaae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.