Khwaab ki ta'beer

· 9 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Main aur meri behen dono unmarried hai. Maine khwaab mei dekha ke meri badi behen ki shaadi ho rahi hai aur ho gyi aur firr meri shaadi horhi hai aur achanak meri puri shaadi mei aag lg gyi aur bhi bht kuch aise aag hi aag ka dikh rha tha meri shaadi ke baad mujhe barabar aage ka yaad nhi hai. Aapse request hai ke aap iski taabeer bataye please.

Answer

Allah Ta'ala aap dono ke nikah me barkat daal de aur tum logo ku dushwaariyo aur pareshaaniyo se hifaazat farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.