Khwaab ki ta'beer
Question
Maine khwaab mai dikha ke asman par subhanallah hota hai aor barish hojata hai aor jis chiz par bhi barish barasti hai us par subhanallah leki jati hai. Please is ka matlab batai.
Answer
Har mahklooq Allah Ta'ala ki tasbeeh me mashghool he. Agar aap Allah Ta'ala ke qurb haasil karna chahti owr apni zindagi me barkat haasil karna chahti, to aap bhi Allah Ta'ala ki tasbeeh rowzaana kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.